How To Lock Computer Folder In Hindi 2017 Trick Hello Dosto 🙂 Aapka Swagat Hain Humare New Article Kaise Computer Folder Ko Lock Kare Hindi Me . Iss Article Me Aapko Me Bataunga Ki Kaise Aap Apne Computer Ke Koi Bhi Folder Ko Lock Kar Sakte Hain Bo Bhi Easily Hindi Me

Aaj Ke Jamane Me Har Koi Personal Image Video Save Karke Rakna Chahte Hain Par Koi Aur Dekh Lega Issi Ke Tension Me Aap Apne Computer Se File Delete Kar Dete Hain Par Iss Post Me Aapke Liye Trick Laaya Hun Jo Aapke Koi Bhi File Ko Lock Karne Me Madad Karega Aur Iske Bahut Se Fayde Hain Jo Me Aapko Bataunga. Phele Me Software Ke Baare Me Bata Deta Hun,
Read More :-
- Android Mobile Popular Game In Hindi [ 10 Top Best ]
- Computer Ke Liye Game Website [ 10 Best 2017 ]
- 10 Amazing Website Hindi Me [ 2017 Websites Added ]
- WordPress Me 2 Minute Me Google Adsense Approve Kaise Kare ?
Iss Software Ka Naam Hain ” Lock A Folder ” Aur Yeh Software Google Par Search Karna Bahut Muskil Hain Kyun Ki Google Pe Ek Software Search Karne Se Aapko 10000 Software Samne Aata Hain Jisse Aap Galat Software Download Kar Lete Hain Aur Virus Aa Jaate Hain Mein Aapko Yaha Par Direct Download Link De Dunga Isme Virus Nahi Hain 🙂
Lock A Folder Ke Fayde :-
- Lock A Folder Ke Madad Se Aap Koi Bhi Folder Ko Lock Kar Sakte Hain
2. Lock A Folder Ke Madad Se Aapke Lock Kiye Gaye Folder Pe Kabhi Virus , File Damage , Copy , Delete Nahi Kar Sakte
3. Aapke Bina Koi Aur Folder Ko Open Nahi Kar Sakta.
4. Iss Software Ka Size Bahut Chota Hain 200Kb Ka Isse Aapke Computer Hang Nahi Karega
Read More :-
- Android Mobile Popular Game In Hindi [ 10 Top Best ]
- Computer Ke Liye Game Website [ 10 Best 2017 ]
- 10 Amazing Website Hindi Me [ 2017 Websites Added ]
- WordPress Me 2 Minute Me Google Adsense Approve Kaise Kare ?
How To Install Lock A Folder
Step 1 :- Phele Aap Niche Download Button Ko Click Karke ” Lock A Folder ” Download Karle
Step 2 :- Phir Aapko Iss Software Ko Apne Computer Me Install Karna Hain Yeh Bilkul Easy Hain Aapko Srif Next Button Par Click Karna Hain
Step 3 :- Installed Hone Ke Baad Aapke Computer Desktop Pe Icon Aa Jayega Aapko Open Karna Hain
Step 4 :- Aapko ” New Password ” Set Karna Hain Phir ” Change It ” Pe Click Karna Hain

Step 5 :- Phir Aapke Samne Software Open Ho Jayega Aapko ” Lock A Folder ” Pe Click Karna Hain

Step 6 :- Phir Aapne Jo New Password Set Kiya Tha Bo Enter Kare

Step 7 :- Aapke Samne 3 Slot Ka Option Aayega Jisme Aap Ek Saat 1 Se 3 Folder Lock Laga Sakte Ho
Step 8 :- ” Slot ” Pe Click Karne Ke Baad Aapko Apne Computer Ke File Select Kare Jo Aap Lock Karna Chahte Ho Phir ” Ok ” Karke ” Lock It ” Pe Click Kar De

Step 9 :- Aapka Choose Kiye Gaye Folder Hide Ho Jayega Jab Aapko Unlock Karna Hain Aap ” Lock A Folder ” Software Ko Open Kare
Step 10 :- Phir ” Unlock A Folder ” Pe Click Kare Aapko Password Dalna Hoga Phir Aapke Samne Slot Open Ho Jayega Jo Unlock Karna Hain Select Karke ” Unlock It ” Pe Click Kar De

To Dosto Maine Iss Article Ko Likhne Me 2 Din Laga Diya Aur Iss Ko Maine Apne Dost Se Banaya Hain Yeh Software Aapke Bahut Kaam Ke Aane Waale Hain Aur Me Aane Waale Futures Me Isko New Update Karunga Agar Aapko Latest Update Ki Jankari Chahiye To Humare Site Ke Well Icon Button Par Click Karde Taaki Aapko Daily Latest Update Ki Jankari Milti Rahe 🙂
Read More :-
- Android Mobile Popular Game In Hindi [ 10 Top Best ]
- Computer Ke Liye Game Website [ 10 Best 2017 ]
- 10 Amazing Website Hindi Me [ 2017 Websites Added ]
- WordPress Me 2 Minute Me Google Adsense Approve Kaise Kare ?